nazim e hikmat
Ho sakta he aap nazim-e-hikmat kay naam se waqif na hon ya agar ye naam zehn mai koi shabeeh ubharta bhi ho to bari mubham aur gher-wazeh si, Agar aap faiz ko prhte rahen hen to mai apki madad kr sakungi k nazim-e-hikmat ka zikr aapne “nuskha haye wafa” mai zaroor prha hoga.. agr aapka [...]
