yaaar blogbari khush hun,kal sahir ludhianvi ki kulyaat lai, bari sasti mil gai kitaab…..!:grin aur kuch khaas he nahi khne ko, soch rahi hun, Gibran ko hi share kr lun, magar phla qarz sahir ji ka bnta he, wese amreeta preetam sahiba ka likha deebacha bara pasand aya share karungi kbhi…….! aik shair jo mudat [...]