chalo Faiz dil jalaein…..
Wahi chashma baqaaa tha, jise sab saraaab samjhewahi khayaal mautbar thay jo khayaal tak na phnche chalo Faiz dil jalaein, karen phr se arz e janan,wo sukhn jo lab tak aye, pe sawaal tak na phnche
Jab sheher k log na rasta den, kion ban mai na ja basraam kare
Wahi chashma baqaaa tha, jise sab saraaab samjhewahi khayaal mautbar thay jo khayaal tak na phnche chalo Faiz dil jalaein, karen phr se arz e janan,wo sukhn jo lab tak aye, pe sawaal tak na phnche
Listen Blog,today is Faiz sahab,s 98th birthday, dont forget to watch, PTV at 11 pm….! Faiz sahab ki videos bhi shamil he iss khiraaj e tehseen pesh krne kliye kiye gaye program mai, bano apa bhi bethi hui hen……..! so I am very happy and looking forward to watch it…..!
uss ne kaha aao, uss ne kaha thehro, muskao kaha uss ne, mar jao kaha ussne. mai aaya, mai theher gaya, muskaya, aur mar bhi gaya…! kia baat he faiz aapki…wese baat he bhi kuch esi hi,‘hum jese saada dilon ki niazmandi sebuton ne ki hen jahan mai khudaiyan kia kia…